Ies raat ke tanhaiyo. Ke sab rang badal se gaye hai... Chand nikla hai waise hi andhere badal gaye hai... Jinke bharose thi khushiyan woh badal thahar gaye hai... Manzilein toh ab bhi wahi hai kuch raaste badal gaye hai... Jin par kiya tha bharosa humne woh doast beechad gaye hai, jo sapne dekhe they mere ien naino ne woh sapne badal gaye hai... Jo bane they kabhi mere humsafar aaj woh hi mujhse mukar gaye hai... Toota hai yeh dil ies kadar ki ab kabhi na kar paye kabhi yeh pyaar.... Ies toote hue dil ko saare jazbaat badal se gaye hai... Na badle kabhi hum aur na badle hamare khayaalat... Bas rona hai abhi ien doa naino ko... Bas hum badal se gaye hai iss raat ki tanhaiyon mein.....