×

Sumedh Kadam

Agar upar koi he jo hamari takdeer likhta hai.. to meri dil-e-tamanna se ye gujarish hai usse...Mere hisse ki kayanat mai wo tuze lik de. Q ki a mere hamnafaz aarag tu nahi teri justaju bhi nahi to jannat k maaine mere liye kuch bhi nahi kuch... read more...
29-Mar-2017 • 811 views
Likhu to kya likhu. Ye zindagi ye mohobbat ye payaar ye aazadi ye desh ye mai ye tum. Likhu to kya likhu Baate to bahut si khatak ti hai Dil mai tufaannsa bhi karti hai Par phir shant bhi ho jati hai. Shayad koi daar shayad ek toota hua hausla... read more...
08-Apr-2017 • 1103 views
Auro k gharonde mai uujala karte hue, aapni hi Lanka mai kab aag lag gai pata hi nahi chala ..... read more...
28-Apr-2017 • 831 views
Muze maut khoobsurat lagne lagi hai Aab din se jaida raat pasand aane lagi hai.Aaj tanhai mai sukun hai, bus aakelepan Ka junoon hai. Khud hi ki sooch ko samazne ki nakamiyaab koshish bhi aab Dum todne lagi hai, muze aab maut khoobsurat lagne lagi hai. Maut hi to... read more...
02-May-2017 • 838 views
q rote nahi aab mere kandhe par q aab rumal pe tere aasu nahi kabhi na soocha tha iitne dur ho jaoge ki hato mai haat ho kar bhi choo na saku kabhi. read more...
07-May-2017 • 824 views
Sumedh Kadam is not following any kalamkars

Sign up for our Newsletter

Follow Us